Posts

Barish shayari | बारिश शायरी | बरसात शायरी|barsaat shayari

चलने लगी है हवाएँ बेतहाशा आजकल आंधियों का आना रोज का काम हो गया तुम थे तो बरसती थी तरसा तरसा कर तुम नहीं हो तो बारिश का आना आम हो गया  ...... Chalne lagi hai hawayein betahasha aajkal Aandhiyon ka aana roj ka kaam ho gya Tum the to barsati thi tarsa tarsa kar Tum nahi ho to barish ka aana aam ho gaya

माँ शायरी | shayari on mother| mothers day shayari| maa shayari

टूट के गिरता हूँ फिर संभल जाता हूं उसे देख कर जाँ में जाँ आती है भूल जाता हूं ग़म ज़माने भर के मुस्कुराते हुए सामने जब माँ आती है ........ Toot ke girta hun f ir sambhal jata hun Use dekh kar jaan me jaan aati hai Bhool jata hun gham jamane bhar ke M uskuraate huye saamne jab maa aati hai

तारीफ शायरी, tareef shayari | uff ye labon ki laali|उफ़ ये लबों की लाली

Image
Uff ye labon ki laali Tauba ye tabassum ka qeher . . Julfon me chhipa shab ka dariya Aankho me hai noor e seher

तस्वीर हो मुखातिब तो बात बन जाये| तस्वीर शायरी, tasveer shayari|mulaqaat shayari

Image
खाली है दिल खयालों मे तेरी आहट तुम रूबरू हो तो मुलाक़ात बन जाये मैं लफ़्ज़ों में ढूंढता हूँ तारीफ का जरिया तस्वीर हो मुखातिब तो बात बन जाये ...... Khali hai dil khayaalon me teri aahat Tum rubroo ho to mulaqaat ban jaaye . . Main lafzon me dhundta hun tarif ka jariya Tasveer ho mukhatib to baat ban jaaye

तेरी मोहब्बत का मैं कर्जदार पहले भी था अब भी हूँ , teri mohabbat ka main karjdaar phle bhi tha ab bhi hun| aashnaai shayari,sad shayari

तेरी मोहब्बत का मैं कर्जदार पहले भी था अब भी हूँ किया जो इश्क़ तुझसे करके उस गुनाह का गुनहगार पहले भी था अब भी हूँ मैं अब भी लरज़ जाता हूँ मुश्किल से सम्भल पाता हूँ आबाद था तेरी आशनाई से तेरी बेरुखी से बरबाद पहले भी था अब भी हूँ ना लिखा कहीं ख़ता क्या रही ना बात कुछ पता क्या रही अधूरी जो रह गई कहानी उस कहानी का किरदार पहले भी था अब भी हूँ तेरी मोहब्बत का मैं तलबगार पहले भी था अब भी हूँ आशनाई- दोस्ती, प्रेम ....... Teri mohabbat ka main karjdaar Phle bhi tha ab bhi hun Kiya jo ishq tujhse karke Us gunah ka gunahgaar Phle bhi tha ab bhi hun Main ab bhi laraz jata hun Muskil se sambhal pata hun Aabaad tha teri aashnaai se Teri berukhi se barbaad Phle bhi tha ab bhi hun Na likha kahin khata kya rahi Na baat kuch pata kya rahi Adhuri jo rah gai kahani Us kahani ka kirdaar Phle bhi tha ab bhi hun Teri mohabbat ka main talabgaar Phle bhi tha ab bhi hun Copyright©merishayri2020sunilsharma, all rights reserved

तुम जो करते हो दिल्लगी है प्यार नहीं है,Ishq shayari, इश्क़ शायरी

कितना किया कब किया किस से किया ना रखो हिसाब ये इश्क़ है व्यापार नही है करे जो इश्क़ कोई खुदा मानकर तुम्हे बशर वो मासूम बहुत,अय्यार नहीं है करते हो तकल्लुफ़ क्यूँ मोहब्बत है अगर कहते हो आतिश ए इश्क़ तय्यार नहीं है मालूम नहीं इश्क़ का फलसफा शायद तुम जो करते हो दिल्लगी है प्यार नहीं है बशर - human being अय्यार - clever फलसफा -philosophy, ज्ञान आतिश - fire, आग ............. Kitna kiya kab kiya kis se kiya Na rkho hisaab ye ishq hai vyapaar nhi hai Kre jo ishq koi khuda maankar tumhe Bashar wo masoom bahut ayyar nhi hai Karte ho taqalluf kyun mohabbat hai agar Kahte ho aatish e ishq tayyar nhin hai Maloom nhi ishq ka falsafa shayad Tum jo krte ho dillagi hai pyar nhi hai

वस्ल की रात vasl ki raat

Image
माना कि मुश्किल है सफर नही आसान आएंगे कई इम्तेहान होगी हिज्र की बात  मुमकिन है दूरी भी होगी दरमियां कभी आएगी यक़ीनन मगर वस्ल की रात वस्ल- मिलन हिज़्र - जुदाई ......... Maana ki muskil hai safar nhi aasan Aayenge kai imtehan hogi hizr ki baat Mumkin hai duri bhi hogi darmiyan kabhi Aayegi yakeenan magar vasl ki raat ©merishayri 2020sunil sharma, all rights reserved